Introduce Radeon Rx vega
Radeon Rx vega 64
AMD ne Los angles,California me apne Ryzen Thredripper CPU aur apne new Rx vega graphics cards ke bare me information di hai
Pehle hum ye jaan lete hai AMD apne new Rx vega graphics card launch kar raha hai jo company ke aye vega architecture par kaam karta hai jo Polaris ki apoorti karta hai. SKU ko top category ke Radeon Rx vega 64 liquid cooled bolte hai jesa aap andaza laga sakte hai ye ek liquid cooled GPU hoga (ya liquid cooling). Jo agla SKU hai bo Radeon Rx 64 Limited edition hai jo air cooling ya air cooled variant me aayega jo metal se dhaka hoga ya fir metal body hoga.Iske aalaba Rx vega 64 jo ek standard chasis aur cooling solution par kaam karta hai.
Sabse affordable option hai.
Rx vega 56 iske bare me jante hai vega 64 aur vega 56 ke bare me jante hai
Rx vega 64 liquid cooled Rx vega 64 Rx vega 56
Compute unit 64 64 56
Stream processor 4096 4096 3584
Core clock 1406 Mhz 1247 Mhz 1156 Mhz
Boost clock 1677 Mhz 1546 Mhz 1471 Mhz
VRam 8GB HBM2 8GB HBM2 8GB HBM2
Tera flops 13.7 12.56 10.5
TDS 350 watt 290 watt 210 watt
Manufacturing process 14 nm Finfet 14 nm Finfet 14 nm Finfet
Architecture Vega Vega Vega
Rx vega 64 ke paas 64 compute units hai isliye iska naam vega 64 hai. Jesa aap imagine kar sakte hai Rx vega 56, 56 compute unit (prastav deta) hai jo higher clocked liquid cooled version 13.7 tera flop graphics card hai aur jo air cooled version 12.66 tera flop GPU hai aur vega 56, 10.5 ka tera flop solution hai.
AMD mostly apne specification par focus karta hai jesa air cooled Rx vega 64 SKU se jana. Ye 12.5 billion transistors aur 256 texture unit bala GPU hai aur jo second generation high bandwidth memory (HBM2) ke 8GB ka use karta hai ye capable banata hai to delivery 484 GB/s of memory bandwidth 2048-bit memory bus width. Is card me 4MB cache hai AMD ne is baat par daba kiya hai ye GPU extremely fast memory and high- bandwidth cache controller hai developer ko allow karta hai ek bada game world teyaar kar sake, company ne yebhi kaha hai. Is GPU ke feastures zeyada complete karege DirectX 12 integration ko.
RX vega me 64 12.5 billion 14 nm transistors hai aur 45 nm SRam ka use karta hai jabki jo air cooled Rx vega me 1546 MHz boost clock hai jo high frequencies par run karta hai aur 1.7 Ghz ya isse bhi high jane tak able hona chahiye
Yaha kuchh 3 card ki thermal design power (TDP) rating hai
1. Rx vega 64 liquid cooled : 350 watt
2. Rx vega 64 air cooled : 290 watt
3. Rx vega 56 : 210 watt
Jese aap dekh rahe hai ye card bhot power khane bale card hai
AMD ne daba kiya hai Rx 64 Nvidia ke Geforce GTX 1080 se compete karega company ne GTX 1080 par kayee benchmarks diye hai aur sabhi test me 45 FPS aur 78 FPS ke beech frame rate me badodtri hui (badi hai) hai. Rx 64 usi same test par chal rah hai
Dikha hai jo minimum FPS hai bo 53 aur maximum FPS 76 hai jabki maximum FPS rate two FPS kam hai aur minimum FPS rate 8 FPS higher hai
Amd ne kaha hai Rx vega 64 able hai 100 se zeyada modern game ko run karne me able hai bob hi 4K 60 FPS ya usse better
Ek baat aur company ne aur kaha hai.
Radeon Rx 56, nvidia Gtx 1070 ke sath compete karega
Humare pass ek moka tha Limited addition Rx vega 64 ko dekhne ka. Jisme illuminated logo,isothermic vapor chamber , 30mm fan aur ek metal chassis ke sath brush finish hai is card ko two 8-pin power connectors ki jaroorat hoti hai aur isme 4 port hai
Jisme 3 Display port hai aur 1 HDMI port.
The liquid cooled variant sports a similar body but ek 120mm radiator and fan attached hai.
AMD apna vega 56 SKU $399 ka launch karega jo Nvidia ke GTX 1070 ke same price me hoga.
AMD ne ye announce kiya hai kuchh bundles ke bare me jisme 2 free game (prey and wolfenstein II) hoge aur $100 ka discount Ryzen 7 CPU aur $200 ka discount Samsung ultra wide monitor par hoga.
Buldle pack neeche diye gaye hai:
1.Radeon Aquapack with RX vega 64 Liquid cooled jo $699 ka hoga.
2.Radeon Black pack with RX vega 64 air cooled jo $ 599 ka hoga.
3.Radeon Red pack with RX vega 56 jo $499 ka hoga.
Ye sirf ek hi rasta hai liquid-cooled pane ka jis ke liye $699 dege hoge is pack ke liye jisme two games aur discount hai
But india me impoted tax lagne ke baad hum logo to expensive hi padega.
AMD ne kuchh sahi date nhi di hai but kaha hai ye card august me store ke Shelves me dikhege.
Update: AMD VEGA launch date is 14 august
AMD ne Los angles,California me apne Ryzen Thredripper CPU aur apne new Rx vega graphics cards ke bare me information di hai
SKU:
Pehle hum ye jaan lete hai AMD apne new Rx vega graphics card launch kar raha hai jo company ke aye vega architecture par kaam karta hai jo Polaris ki apoorti karta hai. SKU ko top category ke Radeon Rx vega 64 liquid cooled bolte hai jesa aap andaza laga sakte hai ye ek liquid cooled GPU hoga (ya liquid cooling). Jo agla SKU hai bo Radeon Rx 64 Limited edition hai jo air cooling ya air cooled variant me aayega jo metal se dhaka hoga ya fir metal body hoga.Iske aalaba Rx vega 64 jo ek standard chasis aur cooling solution par kaam karta hai.
Sabse affordable option hai.
Rx vega 56 iske bare me jante hai vega 64 aur vega 56 ke bare me jante hai
AMD RX vega specs:
Rx vega 64 liquid cooled Rx vega 64 Rx vega 56
Compute unit 64 64 56
Core clock 1406 Mhz 1247 Mhz 1156 Mhz
Boost clock 1677 Mhz 1546 Mhz 1471 Mhz
VRam 8GB HBM2 8GB HBM2 8GB HBM2
Tera flops 13.7 12.56 10.5
TDS 350 watt 290 watt 210 watt
Manufacturing process 14 nm Finfet 14 nm Finfet 14 nm Finfet
Architecture Vega Vega Vega
Rx vega 64 ke paas 64 compute units hai isliye iska naam vega 64 hai. Jesa aap imagine kar sakte hai Rx vega 56, 56 compute unit (prastav deta) hai jo higher clocked liquid cooled version 13.7 tera flop graphics card hai aur jo air cooled version 12.66 tera flop GPU hai aur vega 56, 10.5 ka tera flop solution hai.
AMD mostly apne specification par focus karta hai jesa air cooled Rx vega 64 SKU se jana. Ye 12.5 billion transistors aur 256 texture unit bala GPU hai aur jo second generation high bandwidth memory (HBM2) ke 8GB ka use karta hai ye capable banata hai to delivery 484 GB/s of memory bandwidth 2048-bit memory bus width. Is card me 4MB cache hai AMD ne is baat par daba kiya hai ye GPU extremely fast memory and high- bandwidth cache controller hai developer ko allow karta hai ek bada game world teyaar kar sake, company ne yebhi kaha hai. Is GPU ke feastures zeyada complete karege DirectX 12 integration ko.
RX vega me 64 12.5 billion 14 nm transistors hai aur 45 nm SRam ka use karta hai jabki jo air cooled Rx vega me 1546 MHz boost clock hai jo high frequencies par run karta hai aur 1.7 Ghz ya isse bhi high jane tak able hona chahiye
Yaha kuchh 3 card ki thermal design power (TDP) rating hai
1. Rx vega 64 liquid cooled : 350 watt
2. Rx vega 64 air cooled : 290 watt
3. Rx vega 56 : 210 watt
Jese aap dekh rahe hai ye card bhot power khane bale card hai
Rx vega performance:
AMD ne daba kiya hai Rx 64 Nvidia ke Geforce GTX 1080 se compete karega company ne GTX 1080 par kayee benchmarks diye hai aur sabhi test me 45 FPS aur 78 FPS ke beech frame rate me badodtri hui (badi hai) hai. Rx 64 usi same test par chal rah hai
Dikha hai jo minimum FPS hai bo 53 aur maximum FPS 76 hai jabki maximum FPS rate two FPS kam hai aur minimum FPS rate 8 FPS higher hai
Amd ne kaha hai Rx vega 64 able hai 100 se zeyada modern game ko run karne me able hai bob hi 4K 60 FPS ya usse better
Ek baat aur company ne aur kaha hai.
Radeon Rx 56, nvidia Gtx 1070 ke sath compete karega
Desing:
Humare pass ek moka tha Limited addition Rx vega 64 ko dekhne ka. Jisme illuminated logo,isothermic vapor chamber , 30mm fan aur ek metal chassis ke sath brush finish hai is card ko two 8-pin power connectors ki jaroorat hoti hai aur isme 4 port hai
Jisme 3 Display port hai aur 1 HDMI port.
The liquid cooled variant sports a similar body but ek 120mm radiator and fan attached hai.
Price:
AMD ke Standard air-cooled version Rx vega 64 $499 ka hoga jo nvidia GTX 1080 se $50 kam hogaAMD apna vega 56 SKU $399 ka launch karega jo Nvidia ke GTX 1070 ke same price me hoga.
AMD ne ye announce kiya hai kuchh bundles ke bare me jisme 2 free game (prey and wolfenstein II) hoge aur $100 ka discount Ryzen 7 CPU aur $200 ka discount Samsung ultra wide monitor par hoga.
Buldle pack neeche diye gaye hai:
1.Radeon Aquapack with RX vega 64 Liquid cooled jo $699 ka hoga.
2.Radeon Black pack with RX vega 64 air cooled jo $ 599 ka hoga.
3.Radeon Red pack with RX vega 56 jo $499 ka hoga.
Ye sirf ek hi rasta hai liquid-cooled pane ka jis ke liye $699 dege hoge is pack ke liye jisme two games aur discount hai
But india me impoted tax lagne ke baad hum logo to expensive hi padega.
Release Date:
AMD ne kuchh sahi date nhi di hai but kaha hai ye card august me store ke Shelves me dikhege.
Update: AMD VEGA launch date is 14 august
Comments
Post a Comment