Borderland 3


Publisher: Gearbox Software
Developer: 2K Games 
Platform: Windows, PlayStation 4, Xbox one and Google stadia.

Borderland 3 ek new game jo September 13,2019 ko release hone bala hai. Ye ek first person game hai isme aapko loot karni hoti hai. player solo ya four members ke sath game khel sakta hai. Hume apna character bhi banana hota hai jisme 4 four classes di hai unke according ye same hi hai jese ki kuchh game me hota hai. Hume various type ke mission bhi milte hai non-player  characters se. Game me rewards bhi milte hai aur item bhi milte hai rewards me ya fir enemies ko defeat karne se bhi item milte hai. Jisse player level gain karta hai aur skill ko badata hai (skill tree) se.

 Game me four new playable characters ko joda gaya hai. Jo hai Amara "Siren" , Moze jo ek "Gunner" hai jo mecha iron bear ki ride kar sakta hai mecha giant  robot hote hai , Zane "Operative" hai jiske paas bahut se gadgets hote hai. Aur FL4K ek robot hai "Beastermaster" pichhle Borderland ke games me har character ke paas only one unique skill hoti thi lekin isme har character aur bhi teen unique skills ko unlock kar sakta hai.

 Pichhle game ki tarah isme bhi mission lene hote hai aur enemies ko defeat karna hota hai aur loot karni hoti hai ya bo enemies ko mar kar kiya jaye ya fir chests se. Aksar insme Proceduarlly generated(isse game me bhot content randomly aate hai) weapons hote jo alag alag damage karte hai, range ,ammo capacity  aur special perk isme aapko over one billion guns milti hai. Perks me elemental effect include hai. jese ki dusman ko ice aur fire se ya fir electricity se damage kar sakte hai iske alava bhi aur chize game me dekhne ko mil sakti hai.

 Agar kisi ne Borderlan 2 khela hai to use slag elemental ke bare pata hoga jo enemie ko short time ke liye jakad leta hai aur bahut zeyada kamjor kar deta hai jisse player asani se enemie ko defeat kar sakte hai bas isi cheez ko is game radiation se replace kar diya hai aur enemies to enemies felti bhi hai. Is game me guns jo hai ek large role play karti hai jese ki Hyperion gun ke paas shield hai jo damage ko absorb karti hai aur healing ke bhi kaam aati hai aur bhotsi chize dekhne ko milegi. Game pendora planet par start hota hai aur Player jaldi hi spacecraft, Sanctuary III ko access kar leta hai. Jo central hub jesa hota hai between mission ise new planets ki destination bhi set kar sakte hai.

 Isme player inventory ko manage bhi kar sakta hai. jese guns recover karna upgrade aur bhot kuchh. 

Games bhot sari chize to ek baar try jaroor kare ho sakta hai poori chize cover na hui ho but main game jo hai mai bo bata chuka hu thank you.

 Trailer:


Must visit Donation page:  Donation page
 
 
plzz Dosto support kare
Ek post ko likhne me 3-4 hours lagte

Comments

Popular Posts