NVIDIA unveils 65-inch 4K 'Big Format Gaming Displays' with G-SYNC


Hello Friend.
aaj ka humra topic hai ek 65 inch ke TV ka asliyat me ye TV se kuchh Zeyada hai isme khas kar ki gaming ke liye design kiya gaya hai
Nvidia ne ek Big Format Gaming Displays" (BFGDs), ko banaya hai jisme kayi sari technology ka istmal kiya gaya hai yahi nhi Nvidia ne apni technology G-Sync ka bhi use kiya gaya hai jo ki screen tearing ki problem se nijat dilata hai aur isme shield functionality bhi hai. Ye ek TV hai but iska matlab ye nhi ke aap isko apne living room ordinary TV jese use kar sake.


Nvidia ne most popular brand jese ASUS,HP aur ACER jesi company ke sath partnering ki hai (ASUS ROG Swift PG65 is above) ka ek Gaming TV hai but gamers to iska use as a big monitor jesa hi karege.
Iske kuchh features hai 120Hz refresh rate,full array backlight aur peak brightness 1,000 nits aur full DCI-P3 color gamut support nvidia ne kaha isme low latency ka features bhi hai sath hi isme shield support bhi hoga ye TV ek remote aur ek gaming controller ke sath aayega to iske liye aako ek bade desk ki jaroorat padne bali hai.




 plzz ek baar donation page ko visit kare

Donation page link : Donation page


Comments

Popular Posts