Gear 5


aaj hum baat karege September me launch hone bale game ki jo hai Gear 5
is game ko develop kiya hai Coalition ne aur publisher hai Xbox Game studio
Windows ke liye. Gear 5 game apne pichhle game ka sequel hai jiska naam
gears of war 4 tha sabhi ne sayd suna bhi hoga. Aur iski jo date bo
September 10, 2019 fix ki gayi hai.Ye game Windows aur Xbox ke liye hoga
to PS4 bale gamers ko yaha koi bentifit nhi milega.
Sabhi ko pata hoga Gears of war game ki series third person perspective ki game
thi to ye game bhi third person perspective hoga aur ye ek shooting game hai.
Ek baat aur ye game single aur multiplayer dono support karega.



Game ki story jo focus hai bo kait Diaz (Laura Balley) par hai jo ek game
character hai. As kait Player uncover karega ke Loctus aur kait's family ki
sururaat kaha se hui aur game apni Gears of war 4 ki apni pichhli story par
continue rahega.
Purane player jo Gear of war 4 me the bo bhi dekhne ko milege. Is game me jo
main role hoga bo kait Diaz ka hi hoga. mai suggest karta hu is game se phele
aap baki ki series ke games ko ek baar khele taki aapko story ka thik se
pata chale jaye.



Mai ne bataya ke game single aur multiplayer dono hai to ek baat aur multiplayer
online ya split screen karke bhi karke khel ja sakta hai.
Ye bhi baytaya gaya hai ki ye game apni series ka abhi tak sabse bada
game bata rahe hai kiyoki is game me bhot se mode add kar diye hai jese
Campaign, Escape, Horde, Arcade, Tour of duty, Bootcamp, Escalation,
king of th Hill, Arms Race, Dodgeball, Execution, Guardians,
Team Death-match aur Warzone itne abhi bataye gaye hai
Launch ke baad hi clear hoga poori tareh se.Ha lekin isme terminator skin
ko joda gaya jo terminator dark fate ki movie se aur kaha gaya ye aapko Escape mode
me dekne ko milega.



Gear 5 me additional maps. Aur ye bhi bayata hai is me koi loot boxes ya season
pass nhi hoga but DlC free hogi ye kaha gaya hai. player Tour of Duty jo ek mode
hai usme khel kar api rank, medals, rewards and other things ko earn kar sakta
hai game aapko jo currency milti usse item buy kar sakte hai but itni currency
nhi milgi gamepaly se isliye player real money se game currency buy karni hogi.
Game naya hai to nayi jageh aur wepons to naye tareh ke dekhne ko milege hi
normal si baat hai is game ke trailer aaye hai iske official channel par
link bhi de dunga aur blog me trailer dal bhi dunga.



main information jo abhi aayi hai bo itni hi hai khair agr kuchh update hota hai
to update kr dunga but ab game ko launch hone me zeyada kuchh time bacha nhi hai
jo doubt hai bo clear ho jayege.



Trailer Versus (New Arcade Mode):



Trailer Escape:



Announce Trailer:



Gear of war official Youtube channel 
 
 

Must visit Donation page:  Donation page
 
 
plzz Dosto support kare
Ek post ko likhne me 3-4 hours lagte

Comments

Popular Posts